
Rs. 600.00 / fixed
Insomnia ki Aam Alamaten: Neend aane mein dair lagna: Bistark par laitne ke bawajood neend ka jaldi na aana. Baar baar neend ka toot jana: Raat ko kayi martaba aankh khul jana aur dubara sone mein mushkil hona. Subah bohat jald aankh khul jana: Jitni neend zaroori ho, us se pehle hi aankh khul jana. Neend poori na hone ka ehsas: Sone ke bawajood subah uth kar thaka thaka mehsoos karna. Din bhar thakan ya susti: Har waqt jism mein thakawat aur kaam mein dil na lagna. Chirchirapan: Mood ka kharab rehna aur baat baat par gussa aana. Tawajjo aur yaadasht mein kami: Kisi kaam par focus na kar pana aur cheezen bhool jana. Sar dard ya aankhon mein jalan: Neend ki kami ki wajah se sar mein bhari pan aur aankhon mein takleef hona.



















