
Rs. 600.00 / fixed
Digestive Health ki Aam Alamaten: Maide ki jalan (Acidity): Khane ke baad seene mein jalan aur karwa pani halaq tak aana. Pait ka phoolna (Bloating): Khana khane ke baad pait ka sakht ho jana aur gas mehsoos hona. Bad-hazmi (Indigestion): Khane ka sahi tarah na hazm hona aur pait mein bhari-pan rehna. Qabz (Constipation): Pakhane ka sakht hona ya kayi dinon tak na aana. Is-haal (Diarrhea): Bar bar washroom jana aur pait mein maroor uthna. Bhoke ka na lagna: Khane ki khwahish khatam ho jana aur har waqt matli (nausea) mehsoos karna. Pait mein dard: Naaf ke gird ya maide ke maqam par mustaqil dard hona.



















